Shayari / शायरी
Hindi Shayari, Kavita, Songs, Poems, Jokes
Precious Possession….
February 28th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments

Valentine Love Quotes

I M Born Again…….
February 28th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments
I Want You In My Arms……
February 28th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments
Happy Holi…..
February 28th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments
Pyar ki Har Baat Se Dar Lagta Hai…..
February 25th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments

//

Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai…
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai…
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye…
Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hai…
Pyaar Ko Chod Kar Tum Aur Koi Baat Karo…
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai…
Meri Khaatir [...]

Sath Tumahara Pana Hai………
February 25th, 2010 by geettkanwal in Gazals No Comments

Sath Tumahara Dena Hai
Kuch Sath Tumhara Pana Hai…..
Pathro K Is Shehr Mein
Ek Kanch Ka Ghar Bnana Hai……
Rab Ne Jo Rishta Asman Se Likha hai
Use Duniya Mein Nibhana Hai….
Ek Nam Tmhara Likhna Hai
Ek Nam Hamien Ban Jana Hai…..
Kuch Batein Tum Se Karni Hain
Kuch Dil Ka Hal Sunana Hai…..

कुछ जीत लिखूँ या हार लिखूँ..
या दिल का सारा प्यार लिखूँ..
कुछ अपनो के ज़ाज़बात लिखूँ या सापनो की सौगात लिखूँ..
मै खिलता सुरज आज लिखूँ या चेहरा चाँद गुलाब लिखूँ..
वो डूबते सुरज को देखूँ या उगते फूल की सांस लिखूँ..
वो पल मे बीते साल लिखूँ या सादियो लम्बी रात लिखूँ..
सागर सा गहरा हो जाऊं या अम्बर [...]

Kafan na dalo mere chehre par
October 30th, 2007 by Kanwal in Gazals No Comments

Kafan na dalo mere chehre par,
mujhe aadat hai muskurane ki,
aaj ki raat na dafnao mujhe yaaro,
aaj umeed hai uske aane ki..